Verse 1:
Kathin jeevan ka dagar hai,
Har kadam pe kahar hai,
Pre-chorus:
Pyaare karta tu kyun fikar hai,
Saath tere jo Yeshu agar hai,
Chorus:
Sunehra Safar hai...(x4)
Verse 2:
Maanaa girne ka darr hai,
Khaayi jo tune thokar hai,
Pre-chorus:
Pyaare karta tu kyun fikar hai,
Saath tere jo Yeshu agar hai,
Chorus:
Sunehra Safar hai...(x4)
Verse 3:
Dil bada besabar hai,
Durr lage woh seher hai
Pre-chorus:
Pyaare karta tu kyun fikar hai,
Saath tere jo Yeshu agar hai,
Chorus:
Sunehra Safar hai...(x4)
Bridge:
Karunga main nahi
Koi fikar koi chinta
Darunga main nahi
Main ladunga
Aur badhunga... aur gaunga
Chorus:
Sunehra Safar hai...(x4)
Wednesday, December 30, 2009
Monday, December 3, 2007
Khush Rahunga!!!
Kal tak apna dushman main bana
Teri huzuri se vanchit main raha
Apne guzre kal ko main kosta raha
Par aaj aye Prabhu yeh vada raha
Chorus:
Khush Rahunga (x6)
Kal tak paap ke daldal mein main phasa
Main rota raha, shaitan mujhpar hasa
Uske har jhooth ko, sach maanta raha
Par aaj aye Prabhu yeh vada raha
Kal tak duniya ke peeche mein chala
Woh chahti hai mujhe, is jhooth mein pala
Badnaami, nakaamyabi se main bhaagta raha
Par aaj aye Prabhu yeh vada raha
Bridge:
Na guzre kal par na aanevale pal par
Aaj apna bharosa rakhta hoon sirf Tujhpar
Yeshua...
Teri huzuri se vanchit main raha
Apne guzre kal ko main kosta raha
Par aaj aye Prabhu yeh vada raha
Chorus:
Khush Rahunga (x6)
Kal tak paap ke daldal mein main phasa
Main rota raha, shaitan mujhpar hasa
Uske har jhooth ko, sach maanta raha
Par aaj aye Prabhu yeh vada raha
Kal tak duniya ke peeche mein chala
Woh chahti hai mujhe, is jhooth mein pala
Badnaami, nakaamyabi se main bhaagta raha
Par aaj aye Prabhu yeh vada raha
Bridge:
Na guzre kal par na aanevale pal par
Aaj apna bharosa rakhta hoon sirf Tujhpar
Yeshua...
Subscribe to:
Comments (Atom)